Powered by Blogger.
RSS

SaD PoEtrY 4

'Naa Karwaao Yun Intezaar' In Kimti Lamho Ko
Phir Karo Ge Yaad' Yeh Din Naa Yeh Zamane Ayenga.....!









Samny Manzil Thi or Peechay Us Ki Awaz“
Rukta to Safar jata,Chalta To Bichar jata“

manzil ki b hsrat thi or us se muhabat b“
ae dil ye bta mujh ko us waqat kidhr jata“

muddat ka safar b tha or brson ki shanasai“
rukta to bkhar jata chlta to me marjata.










Udaas dil ki tamanna hai ashkbaar hoon main,,
khizaah mein jaise baaharon ki yaadgaar hoon main...

Udaasi jis pe hanse wo hasi kisi ko na de,,,
Ilaahi aansoo bhari zindagi kisi ko na de...

Ujaad kar meri duniya ko rakh diya tune,,,
meri hayaat k maalik ye kya kiya tune..

jo gham naseeb ho aisi khushi kisi ko na de,,
khushi ke baad gham-e-bekasi kisi ko na de..




  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

0 comments:

Post a Comment